sms free to pakistan
SMS Free To Pakistan on All over Network .send a free sms on Mobiles. send free sms to Pakistan, send free sms in Pakistan, how to send free sms to Pakistan, send a free sms to Pakistan, free send sms, sms to Pakistan, sending free sms, sms free to Pakistan, send free sms to all Pakistan, send sms free to Pakistan, send free sms text
tery yadien
Teri Yadon ki ulfat sey saji hai zindgi meri…!!!
Main pagal hun
jo tujh ko bhol k viraan ho jaon..
ik shaks ko
Ek shakhs KO dekha tha taroon ki tarha hum ne
Ek shakhs KO chaha tha apno ki tarha hum ne
Ek shakhs KO samja tha phoolon ki tarha hum ne
WO shakhs qyamat tha KIA karyn os ki batian
Din os k liyay paida or os ki he thi ratain…
Kab milta Kisi sy tha hm sy thin mulakatin
Rung os ka shahabi tha zulfoon may thin mayhkaryn
Ankhayn thin k jadu tha palkayn thin k talwaryn
Dushman b ager daykhen tu jaan sy dil haryn
Kuch tm sy WO milta tha batoon may shbaahat thi
Han tm SA he lagta tha shokhi may sharart mein
Lagta b tum he SA tha dastour e muhabat mein
WO shakhs hmy ek din apno ki tarha bohla
Taroon ki tarha doba pholoon ki tarha tota
Phir hath Na aya WO hm NY boht dohnda
Tm kis liyay chonky ho kab zikar tmhara hai
Kab tm sy takaza hy kab tm sy shikayat hai
Ek taza hikayat hy soun loo tu inayaat hai
Ek shakhs KO daykha tha taron ki tarha hum ne
Ek shakhs KO chaha tha apnoo ki tarha hum ne
Ek taza hikayat hy soun loo tu inayat hai . . . .
kaha tha na
Kha tha Na. . .
Kaha tha Na!
Mujhay tum iss tarah sootay huay matt chor ker Jana
Mujhay bayshak jaga daina
Bata daina
Muhabbat ke Safar main saath mairay chal nahin sakteeN
Judai main, hijar main saath mairay jal nahin sakteeN
Tumhain Rasta badalna hai
Mairi hadd se nikalna hai
Tumhain kis baat ka derr tha
Tumhain jaanay nahin daita
Kahin per qaid ker laita
Array PAGLI!
Muhabbat kee tabiyat main zaberdasti nahin hoti!
Jissay Rasta badalna ho
Ussay Rasta badalnay se
Jissay hadd se nikalna ho
Ussay hadd se nikalnay se
Na koi rok paya hai
Na koi rok pai ga
Tumhain kiss baat ka darr tha
Mujahy baishak jaga daitay
Tumhain main daikh hee laita
muhabt ki ni jati
Kisi manoos lamhy, me kisi manoos chahry sy’ Muhabat ki nhi jati,muhabt ho jati hy!
Ghzal
jany mn q darta tha teri naa se drta tha hr roz irada krta tha kuch soch k dil se kehta tha,
chal aaj ni kl keh dun ga mn tera hun kl keh dun ga yun rozo shab guzarty gaye hum hijar ki aag mn jalty rhy,
sath rehty huwy hum mil na saky hum dil ki batain keh na saky phir jany kon c bat hui tum bilawaja naraz huwy,
tu ny hs k dekhna chor dia mn ny tera rasta chor dia mn tum ko boht hichahta tha per tum ko bta na paya tha,
shayad tum ny b muj ko chaha ho or muj ko bta na pai ho,
ye zidd dono ko bhari pri phir is ki saza uthani pri tb shayad hum majbur huwy or ik dujy se dur huwy
Thukra Saki Na Andhi
Thukra Saki Na Andhi Kiran K Sawal Ko,,,,
Pehla Diya Hai Shaab Nain Sitaroun K Jaal Ko,,,,