Archive for the ‘Islamic SMS’ Category

HADEES

HADEES:
Murdon ka haal QABR me dubte hue inshaan ki maanind hai ke woh siddat se intzaar kartahai ke baap ya maa ya bhai ya kisi dost ki dua usko pahunche aur jab kisi ki dua use pahunchti hai to uske nazdik woh dunia wa mafihaa se behtar hoti hai, ALLAH AZZWAJAL qabr walon ko unke ZINDAA mut’alikin ki tarafse HADEEYA kiya hua SAWAAB

sad sms

Ajab Rasam Hai Charagaroon Ki Mehfil May
Laga K Zakham Namak Say Masaj Kertay Hain

Ghareeb-e-Shahar Tarasta Hai Ek Nawalay Ko
Ameer-e-eShahar K Kutty Bhi Raaj Kertay hain —

quran

quran mi lekha hi [mafhoom]
jab maa baap borhi ho jaen unhe ufff tak na kaho {subhanallaha]
allah hum sab ko quran ar sunat pr chalne ke taufeeq atta farmae [ameen]

ZUBAAN KAY GUNAH

Zubaan say sarzad hony waly gunah. Gheebat. Jhooth. Jhoothy gwaey. Jhoothy qasam. Wada khilafy. Chughal khory. Raaz fash karna. Do rukha policy. Sher-ro-shaery. Apny jhoothy tareef. Logon ka mazaq urana. Dil lagy ky baaten karna. Logon pe laanat karna. Logon ko kafir bolna. Galee galooch. Bad-zubany karna. Bazurgon ky bayadbi karna. Khusamad karna. Fakhar karna. Behass karna. Kufar kay alfaz zuban say nikalna.

Jannat ka krna hy soda

Ay maah-e-Ramzan aahista chal,

Abhi kafi Qarz chukana hai,

“ALLAH” ko krna hy raazi,

Or gunaho ko bakhswana hy,

Kuch khuwab hain jin ko likhna hy,

Or tabiro ko pana hy,

Kuch log hen ujre dil wale,

Un dilo me pyar basana hy,

Or khizan rasida angan me,

Khushyon ka deep jalana hy,

Kuch tauba krni baqi hy,

Or “RAB” ko hume manana hy,

Jannat ka krna hy soda,

Dozakh se khud ko bachana hy,

Ay maah-e-Ramzan aahista chal,

Abhi kafi Qarz chukana ha.
<<>>

Ramazan

Ay maah-e-Ramzan aahista chal,

Abhi kafi Qarz chukana hai,

“ALLAH” ko krna hy raazi,

Or gunaho ko bakhswana hy,

Kuch khuwab hain jin ko likhna hy,

Or tabiro ko pana hy,

Kuch log hen ujre dil wale,

Un dilo me pyar basana hy,

Or khizan rasida angan me,

Khushyon ka deep jalana hy,

Kuch tauba krni baqi hy,

Or “RAB” ko hume manana hy,

Jannat ka krna hy soda,

Dozakh se khud ko bachana hy,

Ay maah-e-Ramzan aahista chal,

Abhi kafi Qarz chukana ha.
<<>>

jannat

Jannat khuda ba khud tarse gi tere wajood ko IQBAL
.
.
.
.
.
.zARA CHAL K TO DAIKH MERE NABI K NAQSH E qDAM PE

Masroof zindgi namaz ko

Masroof zindgi namaz ko muskil bna dety hai lakin
Namaz masroof zindgi ko b aasan bna dety hai.