Archive for the ‘Miss You SMS’ Category
Teri muskaan, tera lehja
Teri muskaan, tera lehja, tere Masom se alfaaz…!!
Kia kahun
bas…!
bohat yaad aaty ho tum …!
”mis u”
Jitana b cahoo
Kitna bhi chaho na bhol pao ge Hamain,Jitna dur jao nazdik pao ge Hamain, Mita sakte ho to mita do yadain meri,Magar kya sapno se juda kar pao ge Hamain.
Udas
~FARQ~
Khushyo’n Men Jee Rahey Hen Sabhi Kainat Men,!
.-._.-.
‘-._Nadan~
Betha Hun Men Udaas Faqat Tere Wastey…..
Love(Broken Hear)
Tumhay jab kabi melay fursatay mery dil se booj utar do,mai bohat dino se udaaas ho,mujy koi sham udhaar do.
yaad
Lakhoon sitare the asman per main ny ek sitara dekha.
dekha jo us ko gour se us main chehra tumhara dekha
.
dil ny kaha tu tanha nahin us main tera sahara dekha
so nahin paya main raat sari main ny kiya khoob nazara dekha.
lakhoon sitare the asman pe main ny ek sitara dekha
Sawan
jab jab b sawan aye ga kuch yadain sath hi laye ga kuch yadain tujhy rulain gi kuch muj ko b tarpain gi,
wo din hy ab tk yaad mujy tha dekha pehli bar tujy jab pyar nhi tha dono mn thy bethy Class k kony mn,
tu lgi thi kuch anjani c kuch apni c kuch begani c jb tm se nazar mili thi tum thori c sharmai thi,
meri nazrain jb b uthti thi tum pe hi aa k rukti thi tb nazrain hamari mil hi gai milty milty kuch keh b gai,
yun rozo shab guzarty gaye hum milty milty reh se gaye mn tum ko boht hi chahta tha per tum ko bta na para tha,
jany mn q darta tha teri naa se drta tha hr roz irada krta tha kuch soch k dil se kehta tha,
chal aaj ni kl keh dun ga mn tera hun kl keh dun ga yun rozo shab guzarty gaye hum hijar ki aag mn jalty rhy,
sath rehty huwy hum mil na saky hum dil ki batain keh na saky phir jany kon c bat hui tum bilawaja naraz huwy,
tu ny hs k dekhna chor dia mn ny tera rasta chor dia mn tum ko boht hi chahta tha per tum ko bta na paya tha,
shayad tum ny b muj ko chaha ho or muj ko bta na pai ho,
ye zidd dono ko bhari pri phir is ki saza uthani pri tb shayad hum majbur huwy or ik dujy se dur huwy
missing you
Guzr hoa zaman kis tarha hum bhulain,
Wo sach tha fasana kis tarha hum bhulain,
Wo din ko tairy phairy hoty thy pass mairy,
Raaton ko chup k aana kis tarha hum bhulain,
Wo mujh sy taira milna hans hans k taira khilna, Sharma k sar jhukana kis tarha hum bhulain,
Jaaty howy ye kehna apna khayal rakhna,
Ye Zulm tha ziyana kis tarha hum bulain, Waqt-e-guzar wo mairi awaz sun k taira,
Dar-e-khana dorr ana kis tarha hum bhulain,
Ana bhula b dain hum kah dain k khoab tha wo, “Armani” ye us ka jana kis tarha hum bulain…!